Saturday, September 19, 2015

gagan deep rap

lyrics

any informations gagandpwriter@gmail.com

din raat soch tujhe sapne banaye

khwaboon ki mallika tujhe dil main basaaye

har gham bhul tujhe palkoon pe bithaye 

gagan deep dekh tujhe rap ye gaaye

kahaan hain woh khushiyaan

kahaan hain woh pal

ik vaari aa ke dus to ye gal

teri woh baate
hasi mulakate

aankhoon hi aankhoon me hoti thi baate

chooti see baat pe woh tera muskurana 

har roj ki ladai me woh tera ruth jaana

jaana ji jaana na aise door jaana

mere dil ki pukaar tu hi hain

mera thikaana 
 tujhe dekh ke

yaad aaye baas yahi gaana

No comments: